Best Romantic Shayari in Hindi | मोहब्बत की शायरी

Romantic-Shayari-in-Hindi

Romantic shayari in hindi is a lovely way to share love in words that feel close and real. These love shayari carries warmness, softness and sentiments that touch the heart easily. These romantic lines says about care trust smiles and quiet moments shared between two people. Many readers enjoy hindi love shayari because it feels emotional yet humble. From the excitement of first love to the comfort of a strong relationship these romantic shayari make feelings easier to say. Such shayari lines brings sweetness to talks and keeps love active through honest words and warm emotions.

Romantic Shayari in Hindi​

Romantic-Shayari-in-Hindi
Romantic Shayari in Hindi

अंदाज़ा मेरी मोहब्बत का सब लगा लेते हैं,

जब तुम्हारा नाम लेकर हम मुस्कुरा देते हैं।

Andaaza meri mohabbat ka sab laga lete hain,

Jab tumhara naam lekar hum muskura dete hain.

Romantic-Shayari-in-Hindi

होंगी लाखों महफ़िलें दुनिया में,

मगर तेरे दीदार जैसा सुकून कहीं और नहीं।

Hongi laakhon mehfilein duniya mein,

Magar tere deedaar jaisa sukoon kahin aur nahi.

Romantic-Shayari

तू मेरी सबसे खूबसूरत भूल है,

तेरी हर खुशी और ग़म मुझे क़बूल है।

Tu meri sab se khoobsurat bhool hai,

Teri har khushi aur gham mujhe qabool hai.

Hindi-Romantic-Shayari

हम वो आशिक़ हैं जो स्कूल छोड़ सकते हैं,

लेकिन स्कूल में हुई इश्क़ को नहीं।

Hum woh aashiq hain jo school chhod sakte hain,

Lekin school mein hui ishq ko nahi.

Romantic-Poetry
Romantic Shayari in Hindi

तेरी नज़रों के तीर इतने शातिर हैं,

कि पता ही नहीं चलता किस के ख़ातिर हैं।

Teri nazron ke teer itne shaatir hain,

Ke pata hi nahi chalta kis ke khaatir hain.

Romantic Love Shayari in Hindi

Romantic-Shayari-in-Hindi

तुम फिर उसी अदा से अंगड़ाई ले कर हँस दो,

आ जाएगा पलट कर गुज़रा हुआ ज़माना।

Tum phir usi ada se angraai le kar hans do,

Aa jaayega palat kar guzra hua zamana.

Romantic-Poetry-in-Hind

क़रीब आओ ज़रा कि तुम्हारे बिन जीना है मुश्किल,

दिल को तुम से नहीं, तुम्हारी हर अदा से मोहब्बत है।

Qareeb aao zara ke tumhare bin jeena hai mushkil,

Dil ko tum se nahi, tumhari har ada se mohabbat hai.

Romantic-Line-Hindi

सोचते हैं जान अपनी उसे मुफ़्त ही दे दें,

इतने मासूम ख़रीदार से क्या लेना देना।

Sochte hain jaan apni use muft hi de dein,

Itne masoom khareedar se kya lena dena.

Hindi-Love-Line

जब कभी सिमटोगे तुम मेरी इन बाहों में आ कर,

मोहब्बत की दास्ताँ मैं नहीं, मेरी धड़कनें सुनाएँगी।

Jab kabhi simatoge tum meri in baahon mein aa kar,

Mohabbat ki daastaan main nahi, meri dhadkanein sunaayengi.

अपनी मौत भी क्या मौत होगी,

यूँ ही मर जाएँगे एक दिन तुम पर मरते-मरते।

Apni maut bhi kya maut hogi,

Yun hi mar jaayenge ek din tum par marte marte.

2 Line Romantic Shayari in Hindi​

Love-Shayari-in-Hindi

बहके बहके ही अंदाज़-ए-बयाँ होते हैं,

आप जब होते हैं तो होश कहाँ होते हैं।

Behke behke hi andaaz-e-bayaan hote hain,

Aap jab hote hain to hosh kahan hote hain.

Shayari-in-Hindi

न हीरों की तमन्ना है, न परियों पे मरता हूँ,

वो एक भोली सी लड़की है जिसे मैं मोहब्बत करता हूँ।

Na heeron ki tamanna hai, na pariyon pe marta hoon,

Woh ek bholi si ladki hai jise main mohabbat karta hoon.


इजाज़त हो अगर तो पूछ लूँ मैं तेरी ज़ुल्फ़ों से,

सुना है ज़िंदगी एक ख़ूबसूरत जाल है साक़ी।

Ijazat ho agar to pooch loon main teri zulfon se,

Suna hai zindagi ek khoobsurat jaal hai saaqi.


करीब रहूँ या दूर जाऊँ मैं,

बस मेरा तो यही आलम है,

तुझे हर वक्त चाहूँ मैं।

Qareeb rahoon ya door jaaun main,

Bas mera to yahi aalam hai,

Tujhe har waqt chaahoon main.


माँग लूँगी तुझे अब तक़दीर से,

क्योंकि अब मेरा मन नहीं भरता है तेरी तस्वीर से।

Maang loongi tujhe ab taqdeer se,

Kyonki ab mera mann nahi bharta hai teri tasveer se.


तेरा तो गुस्सा भी इतना अच्छा लगता है,

कि मन करता है दिन भर तुम्हें ही तंग करता रहूँ।

Tera to gussa bhi itna achha lagta hai,

Ke mann karta hai din bhar tumhein hi tang karta rahoon.


Famous Romantic Shayari in Hindi

इससे ज़्यादा तुझे और कितना क़रीब लाऊँ मैं,

कि तुझे दिल में रख कर भी मेरा दिल नहीं भरता।

Isse zyada tujhe aur kitna qareeb laaun main,

Ke tujhe dil mein rakh kar bhi mera dil nahi bharta.


चाँद से चाँदनी होती है सितारों से नहीं,

और प्यार एक से होता है हज़ारों से नहीं।

Chaand se chaandni hoti hai sitaaron se nahi,

Aur pyaar ek se hota hai hazaaron se nahi.


तेरे होने से ही मुकम्मल हूँ मैं,

वरना अधूरा सा हर ख़्वाब था मेरा।

Tere hone se hi mukammal hoon main,

Warna adhoora sa har khwaab tha mera.


तू पास हो तो वक़्त भी ठहर सा जाता है,

तेरी मुस्कान में ही दिल हर बार हार जाता है।

Tu paas ho to waqt bhi thehar sa jaata hai,

Teri muskaan mein hi dil har baar haar jaata hai.


तू साथ हो तो हर रास्ता आसान लगे,

तेरे बिना तो अपना साया भी अनजान लगे।

Tu saath ho to har raasta aasaan lage,

Tere bina to apna saaya bhi anjaan lage.


तेरी बाहों में सुकून ऐसा मिला है,

जैसे सारी दुनिया से जीत कर आया हूँ।

Teri baahon mein sukoon aisa mila hai,

Jaise saari duniya se jeet kar aaya hoon.

🏠 Visit Home Page

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *