Emotional Maa Shayari in Hindi | माँ शायरी
Maa shayari in Hindi holds the emotions that live quietly in every heart for a mother. A mother’s love is never loud yet it protects guides and stays with us in every stage of life. When people read maa shayari they often remember childhood care sleepless nights and the warmth only a mother can give. Hindi lines written for maa feel close and real because they speak about sacrifice patience and pure affection.
From emotional verses to simple two line thoughts every word reminds us how deeply a mother shapes our lives. Maa shayari in Hindi is not just poetry it feels like gratitude written from the heart for the one who loves without limits and stands by us forever.
Maa Shayari in Hindi

किसी के हिस्से में मकान आया,
किसी के हिस्से में दुकान आई,
मैं सबसे छोटा था घर में,
मेरे हिस्से में मेरी माँ आई।
Kisi ke hissay mein makaan aaya,
Kisi ke hissay mein dukaan aayi,
Main sab se chhota tha ghar mein,
Mere hissay mein meri maa aayi.

बच्चों को खिला कर जब सुला देती है माँ,
तब जा कर थोड़ा सा सुकून पाती है माँ,
प्यार किसे कहते हैं और ममता क्या चीज़ है,
उन बच्चों से पूछो जिनकी गुज़र जाती है माँ।
Bachchon ko khila kar jab sula deti hai maa,
Tab ja kar thoda sa sukoon paati hai maa,
Piyar kisy kehty hai or mamta kiya cheez ha,
Un bachchon se poochho jin ki guzar jaati hai maa.

दुनिया में सब कुछ बिकता है
सिवाय माँ के प्यार के,
अगर जाननी है अहमियत माँ की
तो पूछिए उससे जिसके पास सब कुछ है
मगर माँ का प्यार नहीं।
Duniya mein sab kuch bikta hai
Siwaye maan ke pyaar ke,
Agar jaanani hai ahmiyat maan ki
To poochiye us se jiske paas sab kuch hai
Magar maan ka pyaar nahi.

रुलाना तो हर किसी को आता है, हँसाना भी हर किसी को आता है,
रुला कर जो मना ले वो बाप है,
और जो रुला कर खुद भी रो पड़े वही माँ है।
Rulana tu har kisi ko aata ha, hansana bi har kisi ko aata ha
Rula kar jo mana le woh baap hai,
Aur jo rula kar khud bhi ro pade wahi maan hai.
Maa Shayari in Hindi 2 Line

माँ की मोहब्बत एक क़ीमती तोहफ़ा है,
जो दुनिया की कोई दौलत खरीद नहीं सकती।
Maa ki mohabbat aik qeemti tohfa hai,
Jo duniya ki koi daulat khareed nahi sakti.

ख़ुदा करे वो लम्हे कभी ख़त्म न हों,
जिन लम्हों में मेरे माँ-बाप मुस्कुरा रहे हों।
Khuda kare woh lamhay kabhi khatam na hon,
Jin lamhon mein meray maan baap muskura rahay hon.

माँ जब भी मेरे लिए दुआ करती है,
रास्ते की हर ठोकर मुझे सलाम करती है।
Maa jab bhi meray liye dua karti hai,
Rastay ki har thokar mujhe salaam karti hai.

ज़िंदगी ने इतना समझा दिया है कि अब दुनिया से उम्मीद नहीं,
बस दो ही रिश्ते सच्चे हैं — एक रब का और दूसरा माँ-बाप का।
Zindagi ne itna samjha diya hai ke ab duniya se umeed nahi,
Bas do hi rishtay sachay hain aik Rab ka aur doosra maan baap ka.

दुनिया में सबसे पाक मोहब्बत माँ-बाप की होती है,
बाकी सब तो प्यार का दिखावा करते हैं।
Duniya mein sab se paak mohabbat maan-baap ki hoti hai,
Baaki sab to pyaar ka dikhawa karte hain.
Maa Par Shayari in Hindi

अपनों का ख़याल और अपनों के प्रति प्यार
जिसका कभी कम नहीं होता, वो पिता है।
Apnon ka khayal aur apnon ke prati pyaar
Jiska kabhi kam nahi hota, woh pita hai.
माँ की दुआएँ और पिता का प्यार,
याद रखो दोस्तों कभी जाता नहीं बेकार।
Maan ki duaein aur pita ka pyaar,
Yaad rakho doston kabhi jata nahi bekaar.
तलाश रोटी के सफ़र में
मुझसे दूर मत होना माँ,
बताऊँगा भूख को कि
तुझसे बड़ा कोई नहीं होता माँ।
Talash roti ke safar mein
Mujhse door mat hona maa,
Bataunga bhook ko ke
Tujhse bada koi nahi hota maa.
क्यों बोझ हो जाते हैं झुके हुए कंधे,
जिन कंधों पर चढ़कर कभी मेला देखा करते थे।
Kyu bojh ho jaate hain jhuke hue kandhe,
Jin kandho pa chadh kar kabhi mela dekha karty thy.
रूह के रिश्तों की गहराइयाँ तो देखिए,
चोट लगती है हमें और चिल्लाती है माँ,
हम खुशियों में माँ को भूल जाते हैं,
मगर मुसीबत में सबसे पहले याद आती है माँ।
Rooh ke rishton ki gehraiyan to dekhiye,
Chot lagti hai hamein aur chillati hai maan,
Hum khushiyon mein maan ko bhool jaate hain,
Magar museebat mein sab se pehle yaad aati hai maan.
Maa Papa Shayari in Hindi
माँ-बाप की दुआएँ हर मुश्किल आसान कर देती हैं,
वरना ज़िंदगी हर मोड़ पर इम्तिहान लेती है।
Maa-baap ki duaein har mushkil aasaan kar deti hain,
Warna zindagi har mod par imtihaan leti hai.
जिस घर में माँ-बाप मुस्कुराते हैं,
वहाँ खुदा की रहमत बस जाती है।
Jis ghar mein maa-baap muskurate hain,
Wahan Khuda ki rehmat bas jaati hai.
बाप की छाया और माँ का प्यार,
दोनों मिल जाएँ तो बनता है घर संसार।
Baap ki chhaya aur maa ka pyaar,
Dono mil jaayen to banta hai ghar sansaar.
माँ-बाप के साये की नकदरी न कर,
धूप काटेगी जब ये शजर कट जाएगा।
Maa baap ke saaye ki naqadri na kar,
Dhoop kaatay gi jab yeh shajar kat jaye ga.
🏠 Visit Home Page